Manauna Dham Logo
Manauna(Manona) Dham Latest Information & Services
Home Hotel/Dharmshala Food Transport Patient Token Live Darshan Shyam Jal Info Prasad Info Contact
हम मंदिर के सेवादार नहीं हैं। हम बस भक्तों की मदद करते हैं दर्शन पाने में।

🙏 Shyam Jal - Poori Jaankari 🙏

Manauna Dham ke Abhimantrit Shyam Jal ke baare mein sabhi important information

⚠️ Shyam Jal se sambandhit mahatvapurn soochna

Shyam Jal mandir dwara online mangwana mana hai. Kripya dhyaan rakhein ki kisi bhi online platform jaise Meesho se Shyam Jal becha jaana adhikrit nahi hai.

Shyam Jal prapt karne ke liye bhakton ko kewal aur kewal Manauna Dham par swayam upasthit hona chahiye.

Shyam Jal Kya Hai?

Shyam Jal ke baare mein

Manauna Dham Shri Khatu Shyam Ji ki Janmbhoomi hai. Yahan ka Shyam Jal Mahant Omendra Chauhan Ji dwara Abhimantrit kiya jata hai.

Yeh jal mandir ground ke andar sirf ek official counter se milta hai. Har bottle mein Mahant Ji ka aashirwad hota hai.

💧 Manauna Dham ka jal shareer aur ghar ki negative energies ko door karta hai

Shyam Jal Gallery

Shyam Jal Kab Aur Kaise Le?

Mahant Ji ka Nirdesh:

Shyam Jal ke Labh (Benefits)

Shyam Jal Kahan Se Milta Hai?

Shyam Jal sirf Manauna Dham mandir ground ke andar ek official counter se milta hai.

Shyam Jal lene ke baad:

1️⃣ Patient Token se (jab patient present ho):

2️⃣ General Mahant Ji Ashirvaad (jab patient present na ho):

⚠️ Important: Mahant Ji Wednesday aur Thursday ko nahi baithte. Kabhi-kabhi urgent kaam se anya din bhi unavailable ho sakte hain.

Bottle Kaisi Dikhti Hai?

Shyam Jal plastic bottle mein milta hai jiske cap par official Manauna Dham logo hota hai.

Har bottle ₹20 ki hai aur official counter se hi milti hai.

Frequently Asked Questions

Q: Kya main Shyam Jal roz le sakta hoon?

A: Haan, bilkul. Mahant Ji kehte hain ki roz subah 11:55 AM se pehle ek dhakkan zaroor piyen.

Q: Agar main Manauna Dham nahi aa sakta, to kya karoon?

A: Aap humse WhatsApp par baat kar sakte hain. Hum har situation mein madad karne ki koshish karte hain.

Q: Shyam Jal ka koi side effect to nahi hai?

A: Nahi. Yeh Abhimantrit jal hai jo sirf positive prabhav dalta hai. Koi side effect nahi hota.

Q: Kya main poore parivar ko de sakta hoon?

A: Haan, zaroor. Ghar mein sabko de sakte hain. Har kisi ko fayda milta hai.

Q: Patient Token kaise milta hai?

A: Patient ko khud present hona padta hai. Advance booking nahi hoti. Patient Token page par poori jaankari hai.

Q: Kya duplicate bottles bhi milti hain market mein?

A: Haan, isliye hamesha official counter se hi lein. Bahar ki koi bhi bottle authentic guarantee nahi hai.

Manauna Dham Aaiye

Khatu Shyam Ji ki Janmbhoomi ka darshan karein
Mahant Ji se aashirwad lein
Abhimantrit Shyam Jal prapt karein

Agar aap aa rahe hain to humse hotel, khana, transport book kar sakte hain - bilkul free service